Ek baar ek Bandar ne ek aadmi se poochha

Ek baar ek Bandar ne ek aadmi se poochha ki tum mei aur mujhme kya fark hai?

Aadmi bola:- tum daal par uchhal kood karte ho jabki main daal kar uchhal kood karta hoon.