Showing posts with label Romantic Shayari. Show all posts
Showing posts with label Romantic Shayari. Show all posts

Love Shayari : Tera Chehra Hi Faqat Meri Du’aon Me Raha….

Taiz Barish Mein Kabhi Sard Hawaon Me Raha,
Ik Tera Zikr Tha Jo Meri Sadaon Mein Raha,
Kitne Logon Se Mere Gehre Marasim Hain Magar,
Tera Chehra Hi Faqat Meri Du’aon Me Raha….

Pyaar Shayari : Hum Dil mein tumhary pyar itna bhar dain gy

Dil_e_nadan ko samjha na sako ge

Tanhaiyoe mein aansu chupa na sako ge

Hum Dil mein tumhary pyar itna bhar dain gy

K tum chah kar b hum ko bhula na sako ge.

Romantic Shayari : hum kehte hai ke aapka noor hee aisa hai

Wo kahte hain ke saari raat
aap hume sone nahi dete,
hum kehte hai ke aapka noor hee aisa hai
ke aap hamari raat hone he nahi dete

Love Shayari : Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na

Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na,
Aansun tere Palkon Pe Kabhi Aaye na,
Poora Ho tera Har Khwab,
Aur Jo Poora na Ho Woh Khwab Kabhi Aaye Na

Love Shayari : Teri Mohabbat Mein Giraftaar Ho Gaya

तेरी मोहब्बत में गिरफ्तार हो गया,
ना जाने कियों तुम से प्यार हो गया,
कोई है दिल जो धड़कता है मेरे लिए,
उस धड़कन पे मैं निस्सार हो गया.