Showing posts with label Sad Shayari SMS. Show all posts
Showing posts with label Sad Shayari SMS. Show all posts

Sad Shayari : Tujhe kya pata kya guzaratee hai mujh per

Tujhe kya pata kya guzaratee hai mujh per,
Tu to mujhe dariya mein chod ke kinare se dekhtee hain;
Sahil bhi tera gulam hai aur lehrein bhi,
Dono bhi muzje bachaney se pehle tujh-se poochtee hain

Sad Shayari : mujh sy mat puch k kiyon ankh jhuka li main ny...

mujh sy mat puch k kiyon ankh jhuka li main ny...
teri Tasveer thi jo tujh sy chupa li main ny...
jis py likha tha k tu meray muqadar main nhi...
apne mathay ki wo tehreer mita li main ny...

Sad Shayari : Aaj Bhi Tere Liye dil Mein Chahatein Baki Hain,

Aaj Bhi Tere Liye dil Mein Chahatein Baki Hain,
Tuj Se Jo Karni Thi Wo Baatein Ab Bhi Baki Hain,
Kaise Soch Liya Tumne Hamein Teri Talab Nahi,
Dil Mein Utar Ke Dekh Ab Bhi Teri Arzuain Baki Hain

Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam Karte Hain Suna Hai Be-Wafa Ki Be-Wafa se Khoob Banti Hai..

Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam Karte Hain,
Suna Hai Be-Wafa Ki Be-Wafa se Khoob Banti Hai..

Ishara to Madad ka kar raha tha Doobne wala..

Ishara to Madad ka kar raha tha Doobne wala...
Mager Yaran-e-Sahil ne Salam-e-Alvida samjha...

Hindi Shayari : Wo Patther tha

Wo Patthar Tha Main Shesha Tha, Nateeja Kuch Nahi Nikla

Usay Thokar Lagana Thi, Muje Bhi Toot Jana Tha

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi,

Ye Kia Nahi, Wo Hua Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi…!

Hume Rota Dekhkar

हमें रोता देखकर वो ये कह के चल दिए कि,
रोता तो हर कोई है क्या हम सब के हो जाएँ..

2 Line Hindi Shayari : Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main

Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main,

Ye Kaanch Ke Tukroon Par "BHAROSAY" Ki Saza Hai.

Yadein Shayari : Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!

Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!

"wasi"

Ye wo barsaat hey jis ka koi mosam nahi hota...

Hindi Sad Shayari : chand kya mehsus karega ek tare ki kami ko

dete ho kyun ye dard bus humi ko
kya samjhoge tum in ankho ki nami ko
yun to honge lakho deewane is chand kay
chand kya mehsus karega ek tare ki kami ko

Meri AnkhoN Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata

Meri AnkhoN Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata
MeNe MaaN Lya Tumko Bhulaya Nhi Jata
Ek Muddat Se Koi Nam Likha He Dil Pr
Mai MitaNa B ChahoN To Mitaya Nahi Jata.

Hindi Shayari : Zindgi youn teri chahat k naam krdi.

Zindgi youn teri chahat k naam krdi.
Jesy ghaney darakht k neche sham krdi.
Laut jate hain parindey b sham hote hi.
Hum ne to har sham hi terey naam krdi.

Heart Touching Shayari : Socha tha ke koi bohot toot kar chahega hame…

Socha tha ke koi bohot toot kar chahega hame… Lekin yeh kya sitam hai,
Ke Socha bhi hamne… Chaha bhi hamne… Aur toote bhi hum…

Mohabbat Shayari : Apno ki Mohabbat ab mohabbat nahi rahi

Acha hua Maloom ho gaya, apno ki Mohabbat ab
mohabbat nahi rahi….
Warna hum toh apna ghar bhi chord rahe they, unke
dil main rehne ke liye….

Sad Shayari : Dilon se Khelne ka Hunar Hume Nahi Aata

Dilon se Khelne ka Hunar Hume Nahi Aata
Isi Liye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye
Meri Zindagi se Shayad Unhe Bahut Pyar Tha
Isi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye….

Bewafai Shayari : Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na Paiye

Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na Paiye,
Aaj Tak Woh Mujhe Pehchan Na Paye,
Khud Hi Karli Bewafai Hum Ne,
Takih, Un Par Koi Ilzaam Na Aaye…

2 Lines Shayari : Tujhe bhool jaon, ye koshish kar ke dekhun ga jaan

Tujhe bhool jaon, ye koshish kar ke dekhun ga jaan,
waise daryaaon ka ulta behna mumkin nahi hota….!!!!