Hindi Shayari SMS, 4 Lines Shayari, 2 Lines Shayari, Hindi Love Shayari, Hindi Sad Shayari, Funny Jokes, Jokes SMS
Dard Bhari Shayari : Log mosam ki tarah pal bhar me badaltay kyun hein
Pyaar Shayari : Jitna pyar paya hy apse, utna or paane ko ji chahta hy.
Zinda hen hum mgr, apko zindgi bnane ko ji chahta hy.
Love Shayari : Apne Ihsaas Se Cho Kar Muje Sandal Kar Do
Main Ke Sadiyon Se Adhora Hon Mukamal Kar Do
Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe
Is Qadar Toot Ke Chaho Muje Pagal Kar Do
Tum Hatheli Ko Mere Pyar Ki Mehndi Se Rango
Apne Hath Me Mere Naam Ka Kajal Kar Do
Dhop Hi Dhop Hoon Main Toot Ke Barso Muj Par
Me Tu Sehra Hon Muje Pyar Ka Badal Kar Do
Us Ke Saye Main Mere Khawab Mehak Uthain Gay
Mere Chehray Pe Umeedon Bhra Aanchal Kar Do
Apnay Honton Se Koi Mhr Lgao Muj Par
Ik Nazar Pyar Se Dekho Muje Ghayal Kar Do
Ghazal Shayari : Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do
Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do
Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do
Tum ney to ke h dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do
Mar hi gaye auroon kay liye hum
Tum apni khatir hum ko Zinda rehney do..!!
Ghazal Shayari : Hoton pe mohabbat ke fasaane nahi aate
Saahil pe samundar ke khazane nahi aate,
Aankhon ko abhi khwab chupaane nahi aate,
Abb log yahaan raath bithane nahi aate,
Abb yaad mujhe dard puraane nahi aate,
Phir laut ke bachpan ke zamaane nahi aate,
Yeh aag lagathe hain, bujhaane nahi aate,
Aate hain magar dil ko dukhane nahi aate.
Ghazal Shayari : Jisko Chaha Use Apna Na Sake Jo Mila Us Se Mohabbat Na Hui
जिसको चाहा उसे अपना ना सके जो मिला उस से मोहब्बत ना हुई
रस्मे दुनिया की निभाने के लिए हमसे रिश्तो की तिजारत ना हुई
बे-वफाइ भी उसी का था चलन, फिर किसीसे शिकायत ना हुई
दोस्ती भी तो निभाई ना गयी, दुश्मनी मे भी अदावत ना हुई
Ghazal Shayari : Main Farishta To Nahi Hu Kuchh Bahak Hi Jaunga
खुद तड़पना रात भर उसको सताकर देखना,,,
दूरिया नज़दीकियो मेी भी बदल सकती हे ये,,
तुम किसी को प्यार से अपना बना कर देखना,,
अपनी सूरत से मेरी सूरत मिलकर देखना….!!!
हमेशा दिल में रहता है कभी गोया नहीं जाता जिसे पाया नहीं जाता , उसे खोया नहीं जाता
हमेशा दिल में रहता है कभी गोया नहीं जाता
जिसे पाया नहीं जाता , उसे खोया नहीं जाता
कुछ ऐसे ज़ख्म हैं जिनको सभी शादाब रखते हैं
कुछ ऐसे दाग़ हैं जिन को कभी धोया नहीं जाता
अजब सी गूँज उठती है दरों – दीवार से हर दम
ये उजड़े ख्वाब का घर यहाँ सोया नहीं जाता
बहुत हँसने की आदत का यही अंजाम होता है
कि हम रोना भी चाहें तो कभी रोया नहीं जाता
ज़रा सोचें ! ये दुनिया किस क़दर बेरंग हो जाती
अगर आँखों में कोई ख्वाब ही बोया नहीं जाता
न जाने अब मुहब्बत पर मुसीबत क्या पड़ी आलम
कि अहले-दिल से दिल का बोझ भी ढोया नहीं जाता
यार जो भी मिला दिल जला कर गया खाक में मेरी हस्ती मिला कर गया
यार जो भी मिला दिल जला कर गया
खाक में मेरी हस्ती मिला कर गया
प्यास जिसकी सदा मैं बुझाता रहा
जहर-ए-कातिल मुझे वो पिला कर गया
नाज़ उसकी वफ़ा पर मुझे था मगर
तीर वो भी जिगर पर चला कर गया
तलाश करता था कभी जो मुझे हर गली
नज़र वो आज मुझसे बचा कर गया
मानता था सहारा जो हरदम मुझे
बेसहारा मुझे वो बना कर गया
नींद आगोश में जिसकी आने लगी
मौत की नींद मुझ को सुला कर गया
आरज़ू थी “यारो” किसी की मुझे,
ख्वाब मेरे वही तो मिटा कर गया
Ghazal Shayari : Bas Itni Si Inaayat Mujh Pe Aik Baar Kijiye
Kabhi Aa Ke Mere Zakhmon Ka Dedaar Kijiye
Aapki Hoon Aapki Rahungi Aitbaar Kijiye
Kitaab-E-Dil Ko Itna Naa Daaghdar Kijiye
Mujhe Meri Wafaaon Ka Na Gunehgar Kijiye
Zara Hawaaon Ke Chalne Ka Intezaar Kijiye
Jo Bhi Karna Hai Aapko Mere Sarkaar , Kijiye
Phir Aandhiyon Ko Aap khabardar Kijiye
Hum Pyaar Ke Bhokhe Hain Hamen Pyaar Kijiye