Hindi Shayari SMS, 4 Lines Shayari, 2 Lines Shayari, Hindi Love Shayari, Hindi Sad Shayari, Funny Jokes, Jokes SMS
Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam Karte Hain Suna Hai Be-Wafa Ki Be-Wafa se Khoob Banti Hai..
Ishara to Madad ka kar raha tha Doobne wala..
Ishara to Madad ka kar raha tha Doobne wala...
Mager Yaran-e-Sahil ne Salam-e-Alvida samjha...
Tareef Shayari : Tujh Ko Dekha Tou Phir Us Ko Na Dekha Hum Ne…
Tujh Ko Dekha Tou Phir Us Ko Na Dekha Hum Ne… Chaand kehta He Raha Main Chaand Hoon Main Chaand Hoon..!
Faraz Shayari : Tmam umar usi ke khayal main guzri faraz
Mera khayal jise umar bhar nahi aaya
Dard Shayari : Mere Chehray Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi
Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskra Dena
Hindi Shayari : Wo Patther tha
Wo Patthar Tha Main Shesha Tha, Nateeja Kuch Nahi Nikla
Usay Thokar Lagana Thi, Muje Bhi Toot Jana Tha
Mohabbat Shayari : Jafa jo ishq main hoti hai wo jafa hi nahi
Jafa jo ishq main hoti hai wo jafa hi nahi
Sitam na ho tu muhabat main kuch maza hi nahi
Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi
Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi
Matti Se Bane Ye Log Kaghaz Ke Tukron Pe Bik Jate Hain
2 Line Hindi Shayari : Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main
Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main,
Ye Kaanch Ke Tukroon Par "BHAROSAY" Ki Saza Hai.
Yadein Shayari : Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!
Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!
"wasi"
Ye wo barsaat hey jis ka koi mosam nahi hota...
Faraz Shayari : Wo Bewafa Na Tha Yunhi Badnaam Ho Gaya
Faraz Shayari : Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid Sakta
2 Line Hindi Shayari : Teri yaad
रिश्वत भी नहीं लेती कम्बख्त जान छोड़ने की....!
ये तेरी याद मुझे बहुत ईमानदार लगती है....!
Heart Touching Shayari : Socha tha ke koi bohot toot kar chahega hame…
Ke Socha bhi hamne… Chaha bhi hamne… Aur toote bhi hum…
Mohabbat Shayari : Apno ki Mohabbat ab mohabbat nahi rahi
mohabbat nahi rahi….
Warna hum toh apna ghar bhi chord rahe they, unke
dil main rehne ke liye….