Showing posts with label 4 Lines Shayari. Show all posts
Showing posts with label 4 Lines Shayari. Show all posts

Four Lines Shayari in Hindi - Nice Hindi Poetry

बे सबब बात बढ़ाने की ज़रूरत क्या है
हम खफा कब थे मनाने की ज़रूरत क्या है
आप के दम से तो दुनिया का भरम है कायम
आप जब हैं तो ज़माने की ज़रूरत क्या है

Missing You Shayari : Teri Yaad Main Bahut Pegham Likhte Hain

Teri Yaad Main Bahut Pegham Likhte Hain
Teri Yaad Main Guzri Wo Sham Likhte Hain,
Wo Qalam Bhi Tera Deewana Ho Jata Hai,
Jis Se Hum Tera Naam Likhte Hain.

Missing You Shayari : aap key khyalon sey fursat nahin milti.

aap key khyalon sey fursat nahin milti.
hamein ek pal ki rahat nahin milti.
mil to jata hai hamein yahan sab kuch.
bus dekhney ko aap ki surat nahin milti,,

Tanhai Shayari : main zindgi k rastey main, chup chaap bikher jaata,

main zindgi k rastey main, chup chaap bikher jaata,
ager ik roaz bhi apni, tanhai se der jaata,
kal samne manzil thi, or peche uski aawaz,
rukta tou safer jata, chalta tou bicher jaata

Hindi Shayari : Rona mat, sirf muskura-dena.

Chahe to hame dil se mita-dena,
Chahe to hame dil se bhula-dena,
Magar aye jo kabhi meri yaad,
Aye Jaan…. Rona mat, sirf muskura-dena.

Sad Shayari : Tujhe kya pata kya guzaratee hai mujh per

Tujhe kya pata kya guzaratee hai mujh per,
Tu to mujhe dariya mein chod ke kinare se dekhtee hain;
Sahil bhi tera gulam hai aur lehrein bhi,
Dono bhi muzje bachaney se pehle tujh-se poochtee hain

Chahat Shayari : Zindgi youn teri chahat k naam krdi.

Zindgi youn teri chahat k naam krdi.
Jesy ghaney darakht k neche sham krdi.
Laut jate hain parindey b sham hote hi.
Hum ne to har sham hi terey naam krdi.

Sad Shayari : Aaj Bhi Tere Liye dil Mein Chahatein Baki Hain,

Aaj Bhi Tere Liye dil Mein Chahatein Baki Hain,
Tuj Se Jo Karni Thi Wo Baatein Ab Bhi Baki Hain,
Kaise Soch Liya Tumne Hamein Teri Talab Nahi,
Dil Mein Utar Ke Dekh Ab Bhi Teri Arzuain Baki Hain

Love Shayari : Tera Chehra Hi Faqat Meri Du’aon Me Raha….

Taiz Barish Mein Kabhi Sard Hawaon Me Raha,
Ik Tera Zikr Tha Jo Meri Sadaon Mein Raha,
Kitne Logon Se Mere Gehre Marasim Hain Magar,
Tera Chehra Hi Faqat Meri Du’aon Me Raha….

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi,

Ye Kia Nahi, Wo Hua Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi…!

Pyaar Shayari : Waqt Ki Ho Dhoop Ya Ho Tez Aandhiyan

"Waqt Ki Ho Dhoop Ya Ho Tez Aandhiyan"

"Kuch Qadmo K Nishan Kabi Nahi Khote"

"Jinhe Yaad Kr K Muskura De Ankhain"

"Wo Log Door Ho Kr B Door Nahi Hote.

Pyaar Shayari : Hum Dil mein tumhary pyar itna bhar dain gy

Dil_e_nadan ko samjha na sako ge

Tanhaiyoe mein aansu chupa na sako ge

Hum Dil mein tumhary pyar itna bhar dain gy

K tum chah kar b hum ko bhula na sako ge.

Faraz Shayari : Tute Howe Sheeshe Ki Taraha

Main Us Ke Hathon Mein Tha
Tute Howe Sheeshe Ki Taraha “Faraz”,
Bari Umeed Thi Ke Bikhrne Nahi Dega.
Bus Giraya Kuch Is Ada Sy Ke
Simatne ki Aaas Hi Na Rahi.

Faraz Shayari : Use Dil Ka Haal Sunao Kaise

Use Dil Ka Haal Sunao Kaise
Mom Ka Ghar Ha Chiraag Jalaon Kaise
Door Hota Tu Use Dhoond Bhi Leita Faraz
Jo Rooh Mein Chupa Behta He Usay Paon Kaise.

Ye mere bas m nahi k tuje khafa rakhon.

Nazar se zara b na juda rakhon.
Ye mere bas m nahi k tuje khafa rakhon.

Nahi pas mere kuch b teri Yaad k siva.

M teri Yaad bhula don to Yaad kia rakhon

Romantic Shayari : hum kehte hai ke aapka noor hee aisa hai

Wo kahte hain ke saari raat
aap hume sone nahi dete,
hum kehte hai ke aapka noor hee aisa hai
ke aap hamari raat hone he nahi dete

Love Shayari : Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na

Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na,
Aansun tere Palkon Pe Kabhi Aaye na,
Poora Ho tera Har Khwab,
Aur Jo Poora na Ho Woh Khwab Kabhi Aaye Na

Hindi Sad Shayari : chand kya mehsus karega ek tare ki kami ko

dete ho kyun ye dard bus humi ko
kya samjhoge tum in ankho ki nami ko
yun to honge lakho deewane is chand kay
chand kya mehsus karega ek tare ki kami ko

Meri AnkhoN Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata

Meri AnkhoN Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata
MeNe MaaN Lya Tumko Bhulaya Nhi Jata
Ek Muddat Se Koi Nam Likha He Dil Pr
Mai MitaNa B ChahoN To Mitaya Nahi Jata.

Hindi Shayari : Zindgi youn teri chahat k naam krdi.

Zindgi youn teri chahat k naam krdi.
Jesy ghaney darakht k neche sham krdi.
Laut jate hain parindey b sham hote hi.
Hum ne to har sham hi terey naam krdi.