Hindi Shayari : Wo Patther tha

Wo Patthar Tha Main Shesha Tha, Nateeja Kuch Nahi Nikla

Usay Thokar Lagana Thi, Muje Bhi Toot Jana Tha

Mohabbat Shayari : Jafa jo ishq main hoti hai wo jafa hi nahi

Jafa jo ishq main hoti hai wo jafa hi nahi
Sitam na ho tu muhabat main kuch maza hi nahi

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi,

Ye Kia Nahi, Wo Hua Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi…!

Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi

Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi
Matti Se Bane Ye Log Kaghaz Ke Tukron Pe Bik Jate Hain

Pyaar Shayari : Waqt Ki Ho Dhoop Ya Ho Tez Aandhiyan

"Waqt Ki Ho Dhoop Ya Ho Tez Aandhiyan"

"Kuch Qadmo K Nishan Kabi Nahi Khote"

"Jinhe Yaad Kr K Muskura De Ankhain"

"Wo Log Door Ho Kr B Door Nahi Hote.

Hume Rota Dekhkar

हमें रोता देखकर वो ये कह के चल दिए कि,
रोता तो हर कोई है क्या हम सब के हो जाएँ..

VERY FUNNY HINDI POEM : YEH BAAT SAMAJH MAIN AYI NAHIN

YEH BAAT SAMAJH MAIN AYI NAHIN

AMMI NE SAMJHAYI NAHIN

MAIN KAISE MEETHI BAAT KAROON

JAB MAIN NE MITHAYI KHAYI NAHIN

CHANDA KAISA MAMOON HAI

JAB AMMI KA WOH BHAI NAHIN

KYUN LAMBE BAAL HIAN BHALU KE

KYUN USNE TIND KARAYI NAHIN

KYA WOH BHI GANDA BACHA HAI

YA JUNGLE MAIN KOI NAYI NAHIN

DADI KE MIYAN DADA HAIN NANI KE MIYAN NANA HAIN

TO BAJI KE MIYAN BAJA HAIN?

YEH BAAT SAMAJH MAIN AYI NAHIN

AMMI NE SAMJHAYI NAHIN

2 Line Hindi Shayari : Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main

Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main,

Ye Kaanch Ke Tukroon Par "BHAROSAY" Ki Saza Hai.

Yadein Shayari : Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!

Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!

"wasi"

Ye wo barsaat hey jis ka koi mosam nahi hota...

Pyaar Shayari : Hum Dil mein tumhary pyar itna bhar dain gy

Dil_e_nadan ko samjha na sako ge

Tanhaiyoe mein aansu chupa na sako ge

Hum Dil mein tumhary pyar itna bhar dain gy

K tum chah kar b hum ko bhula na sako ge.

Ghazal Shayari : Aansu jo beh rahey hein inhein behney do

Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do
Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do
Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do
Tum ney to ke h dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do
Mar hi gaye auroon kay liye hum
Tum apni khatir hum ko Zinda rehney do..!!

Faraz Shayari : Wo Bewafa Na Tha Yunhi Badnaam Ho Gaya

Wo Bewafa Na Tha Yunhi Badnaam Ho Gaya

Faraz

Hazaroon Chahene Wale Th Kis Kis Se Wafa Karta

Faraz Shayari : Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid Sakta

Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid Sakta

Faraz,..

Hum Tu Khud Hi Bik Gaye Kharidar Dekh Ke..?

Faraz Shayari : Tute Howe Sheeshe Ki Taraha

Main Us Ke Hathon Mein Tha
Tute Howe Sheeshe Ki Taraha “Faraz”,
Bari Umeed Thi Ke Bikhrne Nahi Dega.
Bus Giraya Kuch Is Ada Sy Ke
Simatne ki Aaas Hi Na Rahi.

Faraz Shayari : Use Dil Ka Haal Sunao Kaise

Use Dil Ka Haal Sunao Kaise
Mom Ka Ghar Ha Chiraag Jalaon Kaise
Door Hota Tu Use Dhoond Bhi Leita Faraz
Jo Rooh Mein Chupa Behta He Usay Paon Kaise.

Funny Jokes : Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.

Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.
Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?
Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur meri shadi ko?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?
Santa: 3 mahine baad.
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!

Time ka pata hi nahi laga? :D

Funny Jokes : Santa Aur Bhikari

Bhikari: Kuch khane ko Dedo.
SANTA - TAMATAR KHAO
Bikari - Roti dedo
Santa - TAMATAR KHAO
Bikari -Lao Tamatar hi do
Santa ki Mummy - Ye totla hai aur keh raha hai, KAMAKAR khao.

Funny Jokes : Santa emotional ho gaya

Santa saari rat mujra dekhta raha.
Mujrewaali:
Hamne aapko khush kiya ab aap hamko khush kar do
Santa emotional ho gaya aur bola
Acha ab tu baith main nachta hun!!

Santa Banta Jokes : Mirror Ke Samne Padai

Santa: Tu Mirror ke samne baith kar kyun padhta hai?
Banta: Iske 3 fayde hain.
1. Sath me revision ho jata hai.
2. Khud pe nazar bhi rehti hai.
3. Padhne ke liye company mil Jati.

Funny Jokes : Santa Aur Kutta

Ek kutta ek car k neeche baitha tha..
Santa aaya aur uski poonch kheechta hua bola:
nikal saale…
bada aaya Mechanical Engineer..!!

Santa Banta Jokes : Maine cigarette peena chhod diya hai

Santa 2 cigarette ek saath pee raha thaa.
Patni: 2 cigarette kyon peete ho?
Santa: Dost kee yaad aati hai na.. ek meri hoti hai aur ek mere dost ki.
Kuchh dino baad Santa ek hi cigarette peene laga.
Patni ne poochha: Dost ko bhool gaye kya?

Santa: Nahi Pagli, maine cigarette peena chhod diya hai!!!

Santa Banta Jokes : Define Energy?

Sir: Define Energy?
Santa: Sir pura nai aata hain, thoda last ka pata hain, bas…
Sir: Thik hain, jitna aata hain utna bolo.
Santa: “and this is called Energy…” :-P

Ye mere bas m nahi k tuje khafa rakhon.

Nazar se zara b na juda rakhon.
Ye mere bas m nahi k tuje khafa rakhon.

Nahi pas mere kuch b teri Yaad k siva.

M teri Yaad bhula don to Yaad kia rakhon

2 Line Hindi Shayari : Teri yaad

रिश्वत भी नहीं लेती कम्बख्त जान छोड़ने की....!
ये तेरी याद मुझे बहुत ईमानदार लगती है....!

Romantic Shayari : hum kehte hai ke aapka noor hee aisa hai

Wo kahte hain ke saari raat
aap hume sone nahi dete,
hum kehte hai ke aapka noor hee aisa hai
ke aap hamari raat hone he nahi dete

Love SMS - I Love You Message

When you see the sun shine, Thats me smiling at you.
When the bird chirps, Thats me singing softly to your ear.
If the clouds should release a few drops, Those are my tears b,cos I’m missing you.
And when u feel the wind blow, Thats my sweet breath whispering “I love you“.

Love Shayari : Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na

Muskan tere Hoton Se Kabhi Jaaye Na,
Aansun tere Palkon Pe Kabhi Aaye na,
Poora Ho tera Har Khwab,
Aur Jo Poora na Ho Woh Khwab Kabhi Aaye Na

Hindi Sad Shayari : chand kya mehsus karega ek tare ki kami ko

dete ho kyun ye dard bus humi ko
kya samjhoge tum in ankho ki nami ko
yun to honge lakho deewane is chand kay
chand kya mehsus karega ek tare ki kami ko

Happy Mother's Day!!!!

Mom you’re also my friend so dear,
Ready to listen with a helpful ear.
Offering advice, a hug and a smile,
Reminding me of all in my life that’s worthwhile.

Happy Mother's Day!!!!

Happy Mother's Day SMS And Messages

Your Arms Were Always Open When I Needed A Hug.
Your Heart Understood When I Needed A Friend.
Your Gentle Eyes Were Stern When I Needed A Lesson.
Your Strength And Love Has Guided Me And Gave Me Wings To Fly.

Happy Mother’s Day!!!!

Anmol Vachan : Jab chote they tab bade hone ki badi tamana thi…

Anmol Vachan in Hindi :

Jab chote they tab bade hone ki badi tamana thi…
Magar ab pata chala ki adhure ehsas or toote sapno se acha..
Adhura homework aur toote khilone they…..

Ghazal Shayari : Hoton pe mohabbat ke fasaane nahi aate

Hoton pe mohabbat ke fasaane nahi aate,
Saahil pe samundar ke khazane nahi aate,

Palkein bhi chamak ut-thi hain sothe huwe hamaari,
Aankhon ko abhi khwab chupaane nahi aate,

Dil ujdi huwee ek saraaye ki tarah hai,
Abb log yahaan raath bithane nahi aate,

Yaaro naye mausam ne yeh ehsaan kiye hain,
Abb yaad mujhe dard puraane nahi aate,

Udne-dho parindon ko abhi shokh havaa mein,
Phir laut ke bachpan ke zamaane nahi aate,

Iss sheher ke baadal teri zulf kee tarah hai,
Yeh aag lagathe hain, bujhaane nahi aate,

Ehbab bhi gairon kee adaa seekh gaye hai,
Aate hain magar dil ko dukhane nahi aate.

Meri AnkhoN Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata

Meri AnkhoN Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata
MeNe MaaN Lya Tumko Bhulaya Nhi Jata
Ek Muddat Se Koi Nam Likha He Dil Pr
Mai MitaNa B ChahoN To Mitaya Nahi Jata.

Hindi Shayari : Zindgi youn teri chahat k naam krdi.

Zindgi youn teri chahat k naam krdi.
Jesy ghaney darakht k neche sham krdi.
Laut jate hain parindey b sham hote hi.
Hum ne to har sham hi terey naam krdi.

Santa Banta Jokes : संता बंता को गुस्से से बोल रहा था।

संता बंता को गुस्से से बोल रहा था।

संता- यार, जब मैंने तुझे खत लिखा था कि मेरी शादी में जरूर आना। तो तुम आये क्यों नही?

बंता- ओह यार, पर मुझे खत मिला ही नही।


संता- मैंने लिखा तो था कि खत मिले या ना मिले तुम जरूर आना।

Santa-Banta Sms Jokes

संता: अब मैं बहुत तंग आ गया हूँ,
कल बीवी को लेकर मनाली जा रहा हूँ,
रास्ते में उसे कहीं खाई में गिरा दूँगा !

बंता: मेरी वाली भी ले जा यार, उसे भी किसी गहरी खायी में गिरा देना!


संता (कुछ सोचते हुए): अगर तू बुरा ना माने तो, तेरी वाली को वापसी में गिरा दूँ? :D

Hindi Jokes : टीवी के विज्ञापनों से कुछ निष्कर्ष

टीवी के विज्ञापनों से कुछ निष्कर्ष

टीवी के विज्ञापनों को देखकर हमारे एक सुधी मित्र ने कुछ निष्कर्ष निकालकर फेसबुक पर पोस्ट किये हैं. उन्हीं में कुछ आपके साथ शेयर कर रहा हूँ -
  1. घोटालों से परेशान ना हों, Tata की चाय पीयें, इससे देश बदल जाएगा …
  2. पानी की जगह Coca Cola और Pepsi पीयें और प्यास बुझायें …
  3.  Lifebuoy और Dettol 99.9% कीटाणु मारते है पर 0.1 % पुनः प्रजनन के लिए छोड़ ही देते है …
  4. अगर आप Sprite पीते हैं तो लड़की पटाना आपके बाये हाथ का खेल है …
  5.  Saif Ali Khan और Kareena Kapoor ने शादी एक दुसरे के सर का Dandruff देख कर की है ….
  6.  किसी के Toothpaste में नमक है या नहीं, यह पूछने के लिए आप किसी के भी घर का बाथरूम तोड़ सकते हैं …
  7. Mountain Dew पीकर पहाड़से कूद जाइये, कुछ नहीं होगा ….
  8. Cadbury, Dairy Milk, Silk Chocolate खाएं कम और मुंह पर ज्यादा लगायें …
  9. Happident चबाइए और बिजली का कनेक्शन कटवा लीजिये ….
  10.  फलमंडी से ज्यादा फल आपके Shampoo में होते हैं …
  11. अगर आपने घर में Asian Paint किया है तो आप दुनियाके सबसे Intelligent इन्सान हैं …
  12.  अगर आपका  बेटा Bournvita नहीं पीता तो वो मंदबुद्धि माना जा सकता है …

- From the Facebook Wall of ‘M for Manish’

Sardar Jokes : First time in the history it happened and won’t happen again

Rajnikant vs sardar: opening Question to both in a competition..

What is half of 8?

Rajni: 4

Sardar: Depend karta hai.
agar horizontally half karo to ’0′
aur vertically karo to ’3′

Rajnikant Lost!


badda aaya Rajnikant.. :D

Funny Hindi Joke : Hum ne zindagi ki shuruaaat 'S' se ki.

"S" Hindi Joke

Hum ne zindagi ki shuruaaat 'S' se ki.
S se Suraj, S se Subah, S se Swagat, S se Saaz, S se Sangeet.
Par Fir 'S' se Samay ne aisi karwat badli Ki 'S' se hamari Shadi ho gai.


Aur fir jeevan ka arth 'S' se Saas, Sasural, Sala, Sali, Sasur aur 'Sankat' ho gaya. 

Funny Joke : Santa ne facebook pe apna account banaya

THIS IS A CLASSIC ::

Santa ne facebook pe apna account banaya aur apni WALL pe likha :


“Yaha thukna mana hai” :)

Love messages in English : If Ur Heart Is A Nice Garden

Love messages in English :

If Ur Heart Is A Nice Garden
I Dont Want To Be A Rose In It
I Want To Be Grass In It Bcz
Rose Need Small Area
But I Need Total Area In Ur Heart..

Ghazal Shayari : Jisko Chaha Use Apna Na Sake Jo Mila Us Se Mohabbat Na Hui

कुछ तबीयत ही मिली थी ऐसी चैन से जीने की सूरत ना हुई
जिसको चाहा उसे अपना ना सके जो मिला उस से मोहब्बत ना हुई

जिस से जब तक मिले दिल ही से मिले, दिल जो बदला तो फसाना बदला
रस्मे दुनिया की निभाने के लिए हमसे रिश्तो की तिजारत ना हुई

दूर से था वो कई चेहरो मे, पास से कोई भी वैसा ना लगा
बे-वफाइ भी उसी का था चलन, फिर किसीसे शिकायत ना हुई

वक़्त रूठा रहा बच्चे की तरह, राह मे कोई खिलोना ना मिला
दोस्ती भी तो निभाई ना गयी, दुश्मनी मे भी अदावत ना हुई

Heart Touching Shayari : Socha tha ke koi bohot toot kar chahega hame…

Socha tha ke koi bohot toot kar chahega hame… Lekin yeh kya sitam hai,
Ke Socha bhi hamne… Chaha bhi hamne… Aur toote bhi hum…

Mohabbat Shayari : Apno ki Mohabbat ab mohabbat nahi rahi

Acha hua Maloom ho gaya, apno ki Mohabbat ab
mohabbat nahi rahi….
Warna hum toh apna ghar bhi chord rahe they, unke
dil main rehne ke liye….

Sad Shayari : Dilon se Khelne ka Hunar Hume Nahi Aata

Dilon se Khelne ka Hunar Hume Nahi Aata
Isi Liye Ishq Ki Baazi Hum Haar Gaye
Meri Zindagi se Shayad Unhe Bahut Pyar Tha
Isi Liye Mujhe Zinda Hi Maar Gaye….

Ghazal Shayari : Main Farishta To Nahi Hu Kuchh Bahak Hi Jaunga

चाहता है दिल किसी का दिल चुराकर देखना,,
खुद तड़पना रात भर उसको सताकर देखना,,,

में फरिश्ता तो नही हू कुछ बहक ही जाऊँगा,,
देखिएगा फिर ना मुझको मुस्कुराकर देखना,,

दूरिया नज़दीकियो मेी भी बदल सकती हे ये,,
तुम किसी को प्यार से अपना बना कर देखना,,

एक ही शब काटना फुरकत की “फरहत” और फिर,,
अपनी सूरत से मेरी सूरत मिलकर देखना….!!!

हमेशा दिल में रहता है कभी गोया नहीं जाता जिसे पाया नहीं जाता , उसे खोया नहीं जाता

हमेशा दिल में रहता है कभी गोया नहीं जाता
जिसे पाया नहीं जाता , उसे खोया नहीं जाता
कुछ ऐसे ज़ख्म हैं जिनको सभी शादाब रखते हैं
कुछ ऐसे दाग़ हैं जिन को कभी धोया नहीं जाता
अजब सी गूँज उठती है दरों – दीवार से हर दम
ये उजड़े ख्वाब का घर यहाँ सोया नहीं जाता
बहुत हँसने की आदत का यही अंजाम होता है
कि हम रोना भी चाहें तो कभी रोया नहीं जाता
ज़रा सोचें ! ये दुनिया किस क़दर बेरंग हो जाती
अगर आँखों में कोई ख्वाब ही बोया नहीं जाता
न जाने अब मुहब्बत पर मुसीबत क्या पड़ी आलम
कि अहले-दिल से दिल का बोझ भी ढोया नहीं जाता

यार जो भी मिला दिल जला कर गया खाक में मेरी हस्ती मिला कर गया

यार जो भी मिला दिल जला कर गया
खाक में मेरी हस्ती मिला कर गया
प्यास जिसकी सदा मैं बुझाता रहा
जहर-ए-कातिल मुझे वो पिला कर गया
नाज़ उसकी वफ़ा पर मुझे था मगर
तीर वो भी जिगर पर चला कर गया
तलाश करता था कभी जो मुझे हर गली
नज़र वो आज मुझसे बचा कर गया
मानता था सहारा जो हरदम मुझे
बेसहारा मुझे वो बना कर गया
नींद आगोश में जिसकी आने लगी
मौत की नींद मुझ को सुला कर गया
आरज़ू थी “यारो” किसी की मुझे,
ख्वाब मेरे वही तो मिटा कर गया

Ghazal Shayari : Bas Itni Si Inaayat Mujh Pe Aik Baar Kijiye

Bas Itni Si Inaayat Mujh Pe Aik Baar Kijiye
Kabhi Aa Ke Mere Zakhmon Ka Dedaar Kijiye

Ho Jaaiye Begaane Aap Shauq Se Sanam
Aapki Hoon Aapki Rahungi Aitbaar Kijiye

Parhne Waale Hi Darr Jaayen Dekh Kar Isey
Kitaab-E-Dil Ko Itna Naa Daaghdar Kijiye

Naa Majboor Kijiye, Ke Main Unko Bhool Jaaon
Mujhe Meri Wafaaon Ka Na Gunehgar Kijiye

In Jalte Diyon Ko Dekh Kar Naa Muskuraiye
Zara Hawaaon Ke Chalne Ka Intezaar Kijiye

Karna Hai Ishq Aapse Karte Rahenge Hum
Jo Bhi Karna Hai Aapko Mere Sarkaar , Kijiye

Phir Sapnon Ka Ashiyan Bana Liya Hai Maine
Phir Aandhiyon Ko Aap khabardar Kijiye

Hamen Naa Dikhaiye Ye Daulat Yeh Shohrat
Hum Pyaar Ke Bhokhe Hain Hamen Pyaar Kijiye

Funny Shayari : Dil Dedo Kisi Ek Ko

Dil Dedo Kisi Ek Ko,
Woh Bhi Kisi Nek Ko.
Yeh Koi Mandir Ka Parsad Nahi,
Jo Baant They Rahe Her Ek Ko.

Dil Denge Kissi Ik Ko
Woh Bhee Kissi Nek Ko…
Jab Tak Girl Friend Nahi Pat Jaati,
Propose Kerenge Her Ek Ko..

Funny Shayari : Log ishq karte hai bade shor ke saath,

Log ishq karte hai bade shor ke saath,
Humne bhi kiya tha bade zor ke saath,
Magar ab karenge zara gaur ke saath,
Kyunki kal dekha tha use kisi aur ke saath!

Bewafai Shayari : Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na Paiye

Jaan Kar Bhi Woh Mujhe Jaan Na Paiye,
Aaj Tak Woh Mujhe Pehchan Na Paye,
Khud Hi Karli Bewafai Hum Ne,
Takih, Un Par Koi Ilzaam Na Aaye…

Ehsaas Shayari : Meri Apni Bhi Hasti Hai..!

Mujhay Itna Na Yaad Aao Ke Khud Ko Tum Samaj Bethun
Mujhay Ehsaas Rehne Do, Meri Apni Bhi Hasti Hai..!

2 Lines Shayari : Tujhe bhool jaon, ye koshish kar ke dekhun ga jaan

Tujhe bhool jaon, ye koshish kar ke dekhun ga jaan,
waise daryaaon ka ulta behna mumkin nahi hota….!!!!

Funny Joke On Indian Daughter-in-laws

एक बार यमराज नरक के दौरे पर निकले
उन्होंने देखा कि एक कोने में बहुत सी औरतें आपस में हंसी मज़ाक कर रही थी
उन्होंने यमदूत को बुला कर पूछा कि ये कौन लोग हैं जो नरक में भी इतना enjoy कर हैं
यमदूत ने कहा हिन्दुस्तानी बहुएँ हैं कमबख्त जहाँ जाती हैं adjust हो जाती हैं ..
कहती हैं बिलकुल ससुराल जैसा माहौल है

Very Funny Lines : Chilled Bear

जिन नज़रों से हम ऐसी गर्मी में "चिल्ड बियर" को देखते हैं, उन्ही नज़रों से अपनी गर्लफ्रेंड/बीवी को देखें तो ब्रेकअप/तलाक़ की नौबत कभी नहीं आएगीwink.png

2 Line Shayari : Woh Saath The Hamare Ya Hum Paas The Uske

Woh Saath The Hamare Ya Hum Paas The Uske
Woh Zindagi Ke Kuch Din Ya Zindagi Thi Kuch Din.

2 Line Shayari : Mere Muqaddar Ko Bhi Gila Raha Mujhse

Mere Muqaddar Ko Bhi Gila Raha Mujhse
Ke Kisi Aur Ka Hota Tho Sanwar Gaya Hota…

Love Shayari : Teri Mohabbat Mein Giraftaar Ho Gaya

तेरी मोहब्बत में गिरफ्तार हो गया,
ना जाने कियों तुम से प्यार हो गया,
कोई है दिल जो धड़कता है मेरे लिए,
उस धड़कन पे मैं निस्सार हो गया.

Mohabbat Shayari : Bas yunhi jhuthi umeed dilate hain zamane wale,

Bas yunhi jhuthi umeed dilate hain zamane wale,
Laut kar kabhi naheen aate hain dur jaane wale,
Mohabbat to lagti hai dil ko ab bheek ki maanind,
apni marzi se khud hi nibhate hain nibhane wale,


Hindi Sad Shayari : Jagaaya unhone aisa ke aaj tak so na sakke

Kisi ko Zyada Azmaya Nahi Karte,
Apno ko Yun Sataya Nahi Karte;
Chahne Wale bhi Waqt k Lamhon ki Tarah hy,
Beet Jaye To Laut k Aaya Nahi Karte...!!

Hindi 4 Line Shayari : Kisi ko Zyada Azmaya Nahi Karte

Jagaaya unhone aisa ke aaj tak so na sakke,
Rulaaya unhone aisa ke sabke saamne ro bhi na sakke,
Jaane kya baat thi unn mein….
Jabse maana unhe apna tabse kisi ke ho na sake…

One of Best Inspiring Message in Hindi


One of Best Inspiring Message in Hindi 

"Koshish karna ki Zindagi me wo Shakhs aapko Hamesha Muskurata hua mile jo Aapko Aaine me dikhta hai..."

Heart touching love SMS in English


Heart touching love sms in English
Cute conversation..

Heart says to Eyes : See less, becoz u see and I suffer a lot ...

Eyes replied : Feel less, becoz u feel and I cry a lot

Hindi Shayari : ♥ Main Simtane k liye har baar tum se milta hoon.♥


♥ Main Simtane k liye har baar tum se milta hoon.♥
♥Tum se Milta hoon to khuch or bikhar jata hoon. ♥

2 Line Shayari : Na Jaane Kyon nazar Lag Gayii Zamaane Ki,


Na Jaane Kyon nazar Lag Gayii Zamaane Ki,
Ab Wajah Bhi Milti Nahi Muskuraane Ki

Sad Shayari : Wo bichhadne ke pahle ik baar mile hote


Wo bichhadne ke pahle ik baar mile hote
To darmiyaan dilon ke ye faasle na hote

Javed Akhtar Shayari : Aaj Ki Duniya Mein Jeene Ka Kareena Samjho


Aaj Ki Duniya Mein Jeene Ka Kareena Samjho
Jo Mile Pyar Se Un Logo Ko Zeena (Ladder) Samjho

Love Shayari : Pehle kabhi ye yaadein ye tanhayi na thi,


Pehle kabhi ye yaadein ye tanhayi na thi,
Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi,
Jane kya asar ker gayi “apki” baatain,
Warna is tarah kabhi yaad kissi ki aayi na thi

Love Shayari SMS : Zubaan Se Tumhe Keh Nahi Sakte


Zubaan Se Tumhe Keh Nahi Sakte
Is liye Humesha Khuda Se Fariyaad Karte Hai
Jab Bhi Tumhara Dil Zor Se Dhadke
Samajh Lena Hum Tumhe Dil Se Yaad Karte Hai…

English Love SMS : Loving someone dosent need a reason.


Loving someone dosent need a reason.
If u can explain why u love someone, its called 'Like'.
If u cannot explain, its simply called 'Love'.

Shayari On Yadein : Kehta raha tujhe kab ka bhula diya..!!


Pyar ne ye kaisa tohfa de diya,
Mujhko ghamo ne pathar bana diya;
Teri yaadon me hi kat gayi ye umar,
Kehta raha tujhe kab ka bhula diya..!!

Mohabbat Shayari : Kahan se laun hunar use manane ka

Kahan se laun hunar use manane ka,
koi jawab nahi tha uske rooth jane ka,
mohabbat mein saza mujhe hi milni thi,
kyuki jurm maine kiya us se dil lagane ka.

Funny SMS : Insaan Apne Aapko Sabse Jyada Insecure Kab Feel Karta Hai

इंसान अपने आपको सबसे ज्यादा "इनसिक्योर" कब फील करता है.. .. ..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
जब वो किसी ऐसे "टॉयलेट" में बैठा हो जिसमे "कुण्डी" ना हो..

Funny Joke : Naari Ka Kya Matlab Hota Hai

Wife- नारी का क्या मतलब होता है??
Hus- नारी का मतलब है "शक्ति"..
Wife- पुरूष का क्या मतलब होता है??
Hus- पुरूष का मतलब होता है "सहनशक्ति"..

Motivational Saying : Success & Excuses don’t walk together.

Success & Excuses don’t walk together. If U want Excuses forget the success & If U want success don’t give any excuse.

Motivational Saying - Progress is impossible without change

Progress is impossible without change, and those who cannot change their minds cannot change anything. -George Bernard Shaw

Friendship Shayari SMS : Khushiya Itni Ho Ki Aankhon Me

Khushiya Itni Ho Ki Aankhon Me
Ansu Jam Jaye, Lamhe Ho Itni
Hasi Ki Waqt Bhi Tham
Jaye, Dosti Nibhayenge Hum
Apse Is Tarha, Ke Saath
Guzra Har Pal Zindagi Ban Jaye!

Mother's Day SMS : "M" Is For The Million Things She Gave Me

"M" Is For The Million Things She Gave Me,
"O" Means Only That She's Growing Old,
"T" Is For The Tears She Shed To Save Me,
"H" Is For Her Heart Of Purest Gold,
"E" Is For Her Eyes, With Love Light Shining,
"R" Means Right, And Right She'll Always Be.

Happy Mother's Day : The Hardest Job In The World Is Being A Mom...

The Hardest Job In The
World Is Being A Mom...
no Holidays, No Promotions,
No Raise, No Days Off!
But It Is By Far
The Best Job!
Happy Mother’s Day To All Mom's!!
Love U Mom.

Good Night SMS : Never blame a day in your life.

Never blame a day in your life.
Good days give you happiness.
Bad days give you experience.
Both are essential in life!
All are Gods blessings!
Good Night…

Good Night SMS : Hi moon! dim ur light

Hi moon! dim ur light
Hello wind! breeze soft
Hi flower! blossom slowly
Hello earth! spin gently
because my friend is going to sleep....
GUD 9iT..SWEET DREAMS..

Good Morning SMS : New day new blessing

New day new blessing.
Don't let yesterdays failures
ruin the beauty of today,
because each day has its own
promise of love, joy, forgiveness
Good Morning!!!

Good Morning SMS : Sun glows for a day

Sun glows for a day;
Candle for an hour;
Matchstick for a minute;
But a good day can glow forever.
So always start your day with a smile.
Good Morning!

Have A Nice Day SMS : Past is Experience

Past is Experience! Present is Experiment!
Future is Expectation!
Use your Experience in your experiment to achieve your expectations!
Have a Nice day

Have A Nice Day SMS : A Smile Is The Lighting System Of The Face

A Smile Is The Lighting System Of The Face,
Cooling System Of Head And
Healing System Of Heart.
So Keep Smiling All Day.
Have A Nice Day!!!

Dosti Shayari : Sapne the sapno ke aap sahil hue

Sapne the sapno ke aap sahil hue,
na jane kaise hum apki dosti ke kabil hue,
karazdaar rahenge hum uss haseen pal ke,
jab aap hamari zindagi mein shamil hue...!!!

Tamanna Shayari : Sirf Ek Baar Tujhe Apna Banane Ki Tamanna Hai

Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai,
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai,
Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe,
Sirf ek baar tujhe apna banane ki tamanna hai.

Hindi Inspiring Quote, Anmol Vachan, Suvichar In Hindi

खाली जेब लाखों बातें

सीखा देती है

Bewafa Shayari : Ab Shehar Ka Shehar To Bewafa Nahi Ho Sakta

मिल जायेंगा हमें भी कोई टूट के चाहने वाला...

अब शहर का शहर तो बेवफा नहीं हो सकता ...

Sad Shayari : Tumhare Pyaar Mein Hum Baithe Hai Chot Khaye

तुम्हारे प्यार में हम बैठें हैं चोट खाए!
जिसका हिसाब न हो सके उतने दर्द पाये!
फिर भी तेरे प्यार की कसम खाके कहता हूँ! 
हमारे लब पर तुम्हारे लिये सिर्फ दुआ आये!

Hindi Suvichar, Suvichar SMS, Hindi Inspiring SMS, Inspirational Thoughts In Hindi, Hindi Quotes, Inspiring Quotes In Hindi

मन में सद विचार रखने से,
वाणी से सत्य बोलने से और शरीर
से सत्कर्म करने से हीं धर्म
का आचरण संभव होता है !

Tanhai Shayari : Har Vakt Tere Aane Ki Aas Rehti Hai

हर वक़्त तेरे आने की आस रहती है!
हर पल तुझसे मिलने की प्यास रहती है!
सब कुछ है यहाँ बस तू नही!
इसलिए शायद ये जिंदगी उदास रहती है!

Hindi Shayari : Jara Sa Jhooth Hi Keh Do

जरा सा झूठ ही कह दो,

के मेरे बिन अधूरे हो।

2 Lines Shayari : Par Tu Jara Bhi Saath De To Aur Baat Hai

पूरी धरा भी साथ दे तो और बात है

पर तू जरा भी साथ दे तो और बात है 

Hindi Shayari : Khuda Jaane Mera Kya Vajan Hai Unki Nighao Mein

ख़ुदा जाने मेरा क्या वज़्न है उनकी निगाहों में?

सुना है आदमी को वोह नज़र में तोल लेते हैं

Hindi Suvichar : Agar aap ki "Aankh" khoobsurat hai

Agar aap ki "Aankh" khoobsurat hai to Aap ko "Duniya" achchhi lagegi,
Lekin Agar Aap ki "Zubaan" khoobsurat hai to Aap "Duniya" ko achchhe lagoge.

Faraz Shayari : Usay main dil mein rakh leta, agar hota yeh bus mein mere...! Faraz

Usay main dil mein rakh leta, agar hota yeh bus mein mere...! Faraz…..

Usay sab dekhtay hai, mujh se yeh dekha nahi jaata

Yaadein Shayari : Kabhi Toota Nahi Mere DiL Se Teri Yaad Ka Rishta 'FARAZ'

Kabhi Toota Nahi Mere DiL Se Teri Yaad Ka Rishta 'FARAZ',

Guftugu JisSe Bhi Ho Khayal Tera Hi Rehta Hai..

Tanhai Shayari : Is Qadar Akele Ho Gaye Hain Aaj Kal

Is Qadar Akele Ho Gaye Hain Aaj Kal,

Koi Satata Bhi Nahi Aur Koi Manaata Bhi Nahi.

Tareef Shayari : 'Chand Sa' Jab Kaha, To Kehne Lage

"चाँद सा" जब कहा, तो कहने लगे......

चाँद कहिये ना, "चाँद सा" क्या है......

2 Lines Shayari : Badal Ko De Ke Dawatein Is Fikr Mein Hu Main

बादल को दे के दावतें इस फ़िक्र में हूँ मैं

कागज़ के घर में उसको कहाँ पर बिठाऊँगा.

Mahobbat Shayari : Tum jo badley to badal gaye hum bhi

Tum jo badley to badal gaye hum bhi,
Mohabbat ki thi bandagi toh nahi..!!

Hindi Bewafa Shayari : Badle The Wo, Mausam Humein Keh Gaye

Badle The Wo, Mausam Humein Keh Gaye,
Acche The Wo, Bura Humein Keh Gaye,
Humein To Ki Thi Har Pal Unse Wafa,
Nibhai Khud Se Na Gai, To Bewafa Humein Keh Gaye.

Hindi Tanhai Shayari : Aye Zindagi Ek Baar Tu Nazdeek Aa Tanha Hoon Main

Aye Zindagi Ek Baar Tu Nazdeek Aa Tanha Hoon Main,
Yaa Door Say Phir Day Koi Sada Tanha Hoon Main,
Dunya Ki Mehfil Main Kaheen Main Hoon Bhi Shayad Ya Nahee?
Ek Umar Say Iss Soch Main Dooba Hua Tanha Hoon Main,

Hindi Sad Sayari : Kitne Badal Gaye Hain Wo Haalaat Ki Tarah

Kitne Badal Gaye Hain Wo Haalaat Ki Tarah,
Jab Bhi Milay Hain Pehli Mulaqaat Ki Tarah,
Ham Kiaa Kissi Kay Husn Ka Sadqa Utarte?
Ek Zindagi Mili Bhi To Khairaaat Ki Tarah,