Teri Yaad Main Bahut Pegham Likhte Hain
Teri Yaad Main Guzri Wo Sham Likhte Hain,
Wo Qalam Bhi Tera Deewana Ho Jata Hai,
Jis Se Hum Tera Naam Likhte Hain.
Hindi Shayari SMS, 4 Lines Shayari, 2 Lines Shayari, Hindi Love Shayari, Hindi Sad Shayari, Funny Jokes, Jokes SMS
Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!
"wasi"
Ye wo barsaat hey jis ka koi mosam nahi hota...
Nazar se zara b na juda rakhon.
Ye mere bas m nahi k tuje khafa rakhon.
Nahi pas mere kuch b teri Yaad k siva.
M teri Yaad bhula don to Yaad kia rakhon
रिश्वत भी नहीं लेती कम्बख्त जान छोड़ने की....!
ये तेरी याद मुझे बहुत ईमानदार लगती है....!