Showing posts with label Tamanna Shayari. Show all posts
Showing posts with label Tamanna Shayari. Show all posts

Tamanna Shayari : Sirf Ek Baar Tujhe Apna Banane Ki Tamanna Hai

Kajal banke teri aankho mein samane ki tamanna hai,
Dawa banke tere dard mitane ki tamanna hai,
Yun to haasil hai zamane ki har cheez mujhe,
Sirf ek baar tujhe apna banane ki tamanna hai.