Showing posts with label Shayari. Show all posts
Showing posts with label Shayari. Show all posts

Heart Touching True Lines On Life In Hindi Font

ओरो के लिए जीते थे किसी को कोई शिकायत थी।
अपने लिए जीनेका क्या सोचा सारा जमाना दुश्मन हो गया

Four Lines Shayari in Hindi - Nice Hindi Poetry

बे सबब बात बढ़ाने की ज़रूरत क्या है
हम खफा कब थे मनाने की ज़रूरत क्या है
आप के दम से तो दुनिया का भरम है कायम
आप जब हैं तो ज़माने की ज़रूरत क्या है

Missing You Shayari : Teri Yaad Main Bahut Pegham Likhte Hain

Teri Yaad Main Bahut Pegham Likhte Hain
Teri Yaad Main Guzri Wo Sham Likhte Hain,
Wo Qalam Bhi Tera Deewana Ho Jata Hai,
Jis Se Hum Tera Naam Likhte Hain.

Missing You Shayari : aap key khyalon sey fursat nahin milti.

aap key khyalon sey fursat nahin milti.
hamein ek pal ki rahat nahin milti.
mil to jata hai hamein yahan sab kuch.
bus dekhney ko aap ki surat nahin milti,,

Tanhai Shayari : main zindgi k rastey main, chup chaap bikher jaata,

main zindgi k rastey main, chup chaap bikher jaata,
ager ik roaz bhi apni, tanhai se der jaata,
kal samne manzil thi, or peche uski aawaz,
rukta tou safer jata, chalta tou bicher jaata

Hindi Shayari : Rona mat, sirf muskura-dena.

Chahe to hame dil se mita-dena,
Chahe to hame dil se bhula-dena,
Magar aye jo kabhi meri yaad,
Aye Jaan…. Rona mat, sirf muskura-dena.

Sad Shayari : Tujhe kya pata kya guzaratee hai mujh per

Tujhe kya pata kya guzaratee hai mujh per,
Tu to mujhe dariya mein chod ke kinare se dekhtee hain;
Sahil bhi tera gulam hai aur lehrein bhi,
Dono bhi muzje bachaney se pehle tujh-se poochtee hain

Love Shayari : Tum Hi To Ho......

Sachi khushi ka ehsaas,
~"TUM HI T0 H0"~
Saari duniya se khass,
~"TUM HI T0 H0"~
Ek pal bhi tum ko bhula nahi pate,
Har pal dil k pass,
~"TUM HI T0 H0".

Dard Bhari Shayari : Log mosam ki tarah pal bhar me badaltay kyun hein

Log har mor pe ruk ruk ke sambhaltay kyun hein
Itna dartay hein to phir ghar se nikaltay kyun hein
Mai na koi jugnu hun na diya na chand
Phir roshni walay meray naam se jaltay kyun hein
Jab neend se mera ta'alluk he nahi barson se
Khawab aa aa k meri palkon pe tehaltay kyun hein
Iss me mosam ka kasoor hey ya logon ka
Log mosam ki tarah pal bhar me badaltay kyun hein

Sad Shayari : mujh sy mat puch k kiyon ankh jhuka li main ny...

mujh sy mat puch k kiyon ankh jhuka li main ny...
teri Tasveer thi jo tujh sy chupa li main ny...
jis py likha tha k tu meray muqadar main nhi...
apne mathay ki wo tehreer mita li main ny...

Chahat Shayari : Zindgi youn teri chahat k naam krdi.

Zindgi youn teri chahat k naam krdi.
Jesy ghaney darakht k neche sham krdi.
Laut jate hain parindey b sham hote hi.
Hum ne to har sham hi terey naam krdi.

Pyaar Shayari : Jitna pyar paya hy apse, utna or paane ko ji chahta hy.

Jitna pyar paya hy apse, utna or paane ko ji chahta hy.
Najane Q hr rishta apse, bnane ko ji chahta hy.
Maut to aani hy lekin ap pe, mar jaane ko ji chahta hy.
Samandar ki gehrai ka andaza hy mgr, apki ankhon me doob jaane ko ji chahta hy.
Ankhon me khuwab to bht hen lekin, apke sapne sjane ko ji chahta hy.
Dil ki dharkn to chal rhi hy mgr, apko dharkn bnane ko ji chahta hy.
Zinda hen hum mgr, apko zindgi bnane ko ji chahta hy.

Sad Shayari : Aaj Bhi Tere Liye dil Mein Chahatein Baki Hain,

Aaj Bhi Tere Liye dil Mein Chahatein Baki Hain,
Tuj Se Jo Karni Thi Wo Baatein Ab Bhi Baki Hain,
Kaise Soch Liya Tumne Hamein Teri Talab Nahi,
Dil Mein Utar Ke Dekh Ab Bhi Teri Arzuain Baki Hain

Love Shayari : Apne Ihsaas Se Cho Kar Muje Sandal Kar Do

Apne Ihsaas Se Cho Kar Muje Sandal Kar Do
Main Ke Sadiyon Se Adhora Hon Mukamal Kar Do
Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe
Is Qadar Toot Ke Chaho Muje Pagal Kar Do
Tum Hatheli Ko Mere Pyar Ki Mehndi Se Rango
Apne Hath Me Mere Naam Ka Kajal Kar Do
Dhop Hi Dhop Hoon Main Toot Ke Barso Muj Par
Me Tu Sehra Hon Muje Pyar Ka Badal Kar Do
Us Ke Saye Main Mere Khawab Mehak Uthain Gay
Mere Chehray Pe Umeedon Bhra Aanchal Kar Do
Apnay Honton Se Koi Mhr Lgao Muj Par
Ik Nazar Pyar Se Dekho Muje Ghayal Kar Do

Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam Karte Hain Suna Hai Be-Wafa Ki Be-Wafa se Khoob Banti Hai..

Chalo Ye Zindagi Ab Ham Tumhare Naam Karte Hain,
Suna Hai Be-Wafa Ki Be-Wafa se Khoob Banti Hai..

Ishara to Madad ka kar raha tha Doobne wala..

Ishara to Madad ka kar raha tha Doobne wala...
Mager Yaran-e-Sahil ne Salam-e-Alvida samjha...

Tareef Shayari : Tujh Ko Dekha Tou Phir Us Ko Na Dekha Hum Ne…

Tujh Ko Dekha Tou Phir Us Ko Na Dekha Hum Ne… Chaand kehta He Raha Main Chaand Hoon Main Chaand Hoon..!

Love Shayari : Tera Chehra Hi Faqat Meri Du’aon Me Raha….

Taiz Barish Mein Kabhi Sard Hawaon Me Raha,
Ik Tera Zikr Tha Jo Meri Sadaon Mein Raha,
Kitne Logon Se Mere Gehre Marasim Hain Magar,
Tera Chehra Hi Faqat Meri Du’aon Me Raha….

Faraz Shayari : Tmam umar usi ke khayal main guzri faraz

Tamam umar usi ke khayal main guzri faraz
Mera khayal jise umar bhar nahi aaya

Dard Shayari : Mere Chehray Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi

Mere Chehray Se Mera Dard Na Parh Pao Ge Wasi
Meri Aadat Hai Har Baat Pe Muskra Dena