ager ik roaz bhi apni, tanhai se der jaata,
kal samne manzil thi, or peche uski aawaz,
rukta tou safer jata, chalta tou bicher jaata
Hindi Shayari SMS, 4 Lines Shayari, 2 Lines Shayari, Hindi Love Shayari, Hindi Sad Shayari, Funny Jokes, Jokes SMS
Ishara to Madad ka kar raha tha Doobne wala...
Mager Yaran-e-Sahil ne Salam-e-Alvida samjha...
Wo Patthar Tha Main Shesha Tha, Nateeja Kuch Nahi Nikla
Usay Thokar Lagana Thi, Muje Bhi Toot Jana Tha
Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi,
Ye Kia Nahi, Wo Hua Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi…!
Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main,
Ye Kaanch Ke Tukroon Par "BHAROSAY" Ki Saza Hai.
Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!
"wasi"
Ye wo barsaat hey jis ka koi mosam nahi hota...
Aansu jo beh rahey hein inhein behney do
Yeh keh rahey hein dil ki baat, kehney do
Buhat bawafa ho tum, yeh ham ko hai maloom
Tum apni wafa ki baat, apney tak hi rehney do
Mila to kia mila tumhein chahney kay baad
Bas dukh hi seh rahein hein, hamein sehney do
Tum ney to ke h dala sab haal-e-dil apna
Ab mujh ko apni daastaan bhi kehney do
Mar hi gaye auroon kay liye hum
Tum apni khatir hum ko Zinda rehney do..!!
Nazar se zara b na juda rakhon.
Ye mere bas m nahi k tuje khafa rakhon.
Nahi pas mere kuch b teri Yaad k siva.
M teri Yaad bhula don to Yaad kia rakhon
रिश्वत भी नहीं लेती कम्बख्त जान छोड़ने की....!
ये तेरी याद मुझे बहुत ईमानदार लगती है....!