Showing posts with label Heart Touching Shayari. Show all posts
Showing posts with label Heart Touching Shayari. Show all posts

Hindi Sad Heart Touching Shayari In 2 Lines

एक वो और एक वक्त..! अफसोस दोनों ही बदल गए..!!

Heart Touching True Lines On Life In Hindi Font

ओरो के लिए जीते थे किसी को कोई शिकायत थी।
अपने लिए जीनेका क्या सोचा सारा जमाना दुश्मन हो गया

Love Shayari : Apne Ihsaas Se Cho Kar Muje Sandal Kar Do

Apne Ihsaas Se Cho Kar Muje Sandal Kar Do
Main Ke Sadiyon Se Adhora Hon Mukamal Kar Do
Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe
Is Qadar Toot Ke Chaho Muje Pagal Kar Do
Tum Hatheli Ko Mere Pyar Ki Mehndi Se Rango
Apne Hath Me Mere Naam Ka Kajal Kar Do
Dhop Hi Dhop Hoon Main Toot Ke Barso Muj Par
Me Tu Sehra Hon Muje Pyar Ka Badal Kar Do
Us Ke Saye Main Mere Khawab Mehak Uthain Gay
Mere Chehray Pe Umeedon Bhra Aanchal Kar Do
Apnay Honton Se Koi Mhr Lgao Muj Par
Ik Nazar Pyar Se Dekho Muje Ghayal Kar Do

2 Line Hindi Shayari : Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main

Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main,

Ye Kaanch Ke Tukroon Par "BHAROSAY" Ki Saza Hai.

Faraz Shayari : Wo Bewafa Na Tha Yunhi Badnaam Ho Gaya

Wo Bewafa Na Tha Yunhi Badnaam Ho Gaya

Faraz

Hazaroon Chahene Wale Th Kis Kis Se Wafa Karta

Faraz Shayari : Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid Sakta

Kis Ki Kya Majal Thi Jo Koi Hum Ko Kharid Sakta

Faraz,..

Hum Tu Khud Hi Bik Gaye Kharidar Dekh Ke..?

Faraz Shayari : Tute Howe Sheeshe Ki Taraha

Main Us Ke Hathon Mein Tha
Tute Howe Sheeshe Ki Taraha “Faraz”,
Bari Umeed Thi Ke Bikhrne Nahi Dega.
Bus Giraya Kuch Is Ada Sy Ke
Simatne ki Aaas Hi Na Rahi.

Faraz Shayari : Use Dil Ka Haal Sunao Kaise

Use Dil Ka Haal Sunao Kaise
Mom Ka Ghar Ha Chiraag Jalaon Kaise
Door Hota Tu Use Dhoond Bhi Leita Faraz
Jo Rooh Mein Chupa Behta He Usay Paon Kaise.

Ye mere bas m nahi k tuje khafa rakhon.

Nazar se zara b na juda rakhon.
Ye mere bas m nahi k tuje khafa rakhon.

Nahi pas mere kuch b teri Yaad k siva.

M teri Yaad bhula don to Yaad kia rakhon

Hindi Sad Shayari : chand kya mehsus karega ek tare ki kami ko

dete ho kyun ye dard bus humi ko
kya samjhoge tum in ankho ki nami ko
yun to honge lakho deewane is chand kay
chand kya mehsus karega ek tare ki kami ko

Meri AnkhoN Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata

Meri AnkhoN Se Teri Yaad Ka Saya Nahi Jata
MeNe MaaN Lya Tumko Bhulaya Nhi Jata
Ek Muddat Se Koi Nam Likha He Dil Pr
Mai MitaNa B ChahoN To Mitaya Nahi Jata.

Heart Touching Shayari : Socha tha ke koi bohot toot kar chahega hame…

Socha tha ke koi bohot toot kar chahega hame… Lekin yeh kya sitam hai,
Ke Socha bhi hamne… Chaha bhi hamne… Aur toote bhi hum…