Hindi Suvichar : Agar aap ki "Aankh" khoobsurat hai

Agar aap ki "Aankh" khoobsurat hai to Aap ko "Duniya" achchhi lagegi,
Lekin Agar Aap ki "Zubaan" khoobsurat hai to Aap "Duniya" ko achchhe lagoge.

Faraz Shayari : Usay main dil mein rakh leta, agar hota yeh bus mein mere...! Faraz

Usay main dil mein rakh leta, agar hota yeh bus mein mere...! Faraz…..

Usay sab dekhtay hai, mujh se yeh dekha nahi jaata

Yaadein Shayari : Kabhi Toota Nahi Mere DiL Se Teri Yaad Ka Rishta 'FARAZ'

Kabhi Toota Nahi Mere DiL Se Teri Yaad Ka Rishta 'FARAZ',

Guftugu JisSe Bhi Ho Khayal Tera Hi Rehta Hai..

Tanhai Shayari : Is Qadar Akele Ho Gaye Hain Aaj Kal

Is Qadar Akele Ho Gaye Hain Aaj Kal,

Koi Satata Bhi Nahi Aur Koi Manaata Bhi Nahi.

Tareef Shayari : 'Chand Sa' Jab Kaha, To Kehne Lage

"चाँद सा" जब कहा, तो कहने लगे......

चाँद कहिये ना, "चाँद सा" क्या है......

2 Lines Shayari : Badal Ko De Ke Dawatein Is Fikr Mein Hu Main

बादल को दे के दावतें इस फ़िक्र में हूँ मैं

कागज़ के घर में उसको कहाँ पर बिठाऊँगा.

Mahobbat Shayari : Tum jo badley to badal gaye hum bhi

Tum jo badley to badal gaye hum bhi,
Mohabbat ki thi bandagi toh nahi..!!

Hindi Bewafa Shayari : Badle The Wo, Mausam Humein Keh Gaye

Badle The Wo, Mausam Humein Keh Gaye,
Acche The Wo, Bura Humein Keh Gaye,
Humein To Ki Thi Har Pal Unse Wafa,
Nibhai Khud Se Na Gai, To Bewafa Humein Keh Gaye.

Hindi Tanhai Shayari : Aye Zindagi Ek Baar Tu Nazdeek Aa Tanha Hoon Main

Aye Zindagi Ek Baar Tu Nazdeek Aa Tanha Hoon Main,
Yaa Door Say Phir Day Koi Sada Tanha Hoon Main,
Dunya Ki Mehfil Main Kaheen Main Hoon Bhi Shayad Ya Nahee?
Ek Umar Say Iss Soch Main Dooba Hua Tanha Hoon Main,

Hindi Sad Sayari : Kitne Badal Gaye Hain Wo Haalaat Ki Tarah

Kitne Badal Gaye Hain Wo Haalaat Ki Tarah,
Jab Bhi Milay Hain Pehli Mulaqaat Ki Tarah,
Ham Kiaa Kissi Kay Husn Ka Sadqa Utarte?
Ek Zindagi Mili Bhi To Khairaaat Ki Tarah,