Sad Shayari : Wo bichhadne ke pahle ik baar mile hote


Wo bichhadne ke pahle ik baar mile hote
To darmiyaan dilon ke ye faasle na hote

Javed Akhtar Shayari : Aaj Ki Duniya Mein Jeene Ka Kareena Samjho


Aaj Ki Duniya Mein Jeene Ka Kareena Samjho
Jo Mile Pyar Se Un Logo Ko Zeena (Ladder) Samjho

Love Shayari : Pehle kabhi ye yaadein ye tanhayi na thi,


Pehle kabhi ye yaadein ye tanhayi na thi,
Kabhi dil pe madhoshi chayee na thi,
Jane kya asar ker gayi “apki” baatain,
Warna is tarah kabhi yaad kissi ki aayi na thi

Love Shayari SMS : Zubaan Se Tumhe Keh Nahi Sakte


Zubaan Se Tumhe Keh Nahi Sakte
Is liye Humesha Khuda Se Fariyaad Karte Hai
Jab Bhi Tumhara Dil Zor Se Dhadke
Samajh Lena Hum Tumhe Dil Se Yaad Karte Hai…

English Love SMS : Loving someone dosent need a reason.


Loving someone dosent need a reason.
If u can explain why u love someone, its called 'Like'.
If u cannot explain, its simply called 'Love'.

Shayari On Yadein : Kehta raha tujhe kab ka bhula diya..!!


Pyar ne ye kaisa tohfa de diya,
Mujhko ghamo ne pathar bana diya;
Teri yaadon me hi kat gayi ye umar,
Kehta raha tujhe kab ka bhula diya..!!

Mohabbat Shayari : Kahan se laun hunar use manane ka

Kahan se laun hunar use manane ka,
koi jawab nahi tha uske rooth jane ka,
mohabbat mein saza mujhe hi milni thi,
kyuki jurm maine kiya us se dil lagane ka.

Funny SMS : Insaan Apne Aapko Sabse Jyada Insecure Kab Feel Karta Hai

इंसान अपने आपको सबसे ज्यादा "इनसिक्योर" कब फील करता है.. .. ..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
जब वो किसी ऐसे "टॉयलेट" में बैठा हो जिसमे "कुण्डी" ना हो..

Funny Joke : Naari Ka Kya Matlab Hota Hai

Wife- नारी का क्या मतलब होता है??
Hus- नारी का मतलब है "शक्ति"..
Wife- पुरूष का क्या मतलब होता है??
Hus- पुरूष का मतलब होता है "सहनशक्ति"..

Motivational Saying : Success & Excuses don’t walk together.

Success & Excuses don’t walk together. If U want Excuses forget the success & If U want success don’t give any excuse.