2 Line Shayari : Woh Saath The Hamare Ya Hum Paas The Uske

Woh Saath The Hamare Ya Hum Paas The Uske
Woh Zindagi Ke Kuch Din Ya Zindagi Thi Kuch Din.

2 Line Shayari : Mere Muqaddar Ko Bhi Gila Raha Mujhse

Mere Muqaddar Ko Bhi Gila Raha Mujhse
Ke Kisi Aur Ka Hota Tho Sanwar Gaya Hota…

Love Shayari : Teri Mohabbat Mein Giraftaar Ho Gaya

तेरी मोहब्बत में गिरफ्तार हो गया,
ना जाने कियों तुम से प्यार हो गया,
कोई है दिल जो धड़कता है मेरे लिए,
उस धड़कन पे मैं निस्सार हो गया.

Mohabbat Shayari : Bas yunhi jhuthi umeed dilate hain zamane wale,

Bas yunhi jhuthi umeed dilate hain zamane wale,
Laut kar kabhi naheen aate hain dur jaane wale,
Mohabbat to lagti hai dil ko ab bheek ki maanind,
apni marzi se khud hi nibhate hain nibhane wale,


Hindi Sad Shayari : Jagaaya unhone aisa ke aaj tak so na sakke

Kisi ko Zyada Azmaya Nahi Karte,
Apno ko Yun Sataya Nahi Karte;
Chahne Wale bhi Waqt k Lamhon ki Tarah hy,
Beet Jaye To Laut k Aaya Nahi Karte...!!

Hindi 4 Line Shayari : Kisi ko Zyada Azmaya Nahi Karte

Jagaaya unhone aisa ke aaj tak so na sakke,
Rulaaya unhone aisa ke sabke saamne ro bhi na sakke,
Jaane kya baat thi unn mein….
Jabse maana unhe apna tabse kisi ke ho na sake…

One of Best Inspiring Message in Hindi


One of Best Inspiring Message in Hindi 

"Koshish karna ki Zindagi me wo Shakhs aapko Hamesha Muskurata hua mile jo Aapko Aaine me dikhta hai..."

Heart touching love SMS in English


Heart touching love sms in English
Cute conversation..

Heart says to Eyes : See less, becoz u see and I suffer a lot ...

Eyes replied : Feel less, becoz u feel and I cry a lot

Hindi Shayari : ♥ Main Simtane k liye har baar tum se milta hoon.♥


♥ Main Simtane k liye har baar tum se milta hoon.♥
♥Tum se Milta hoon to khuch or bikhar jata hoon. ♥

2 Line Shayari : Na Jaane Kyon nazar Lag Gayii Zamaane Ki,


Na Jaane Kyon nazar Lag Gayii Zamaane Ki,
Ab Wajah Bhi Milti Nahi Muskuraane Ki