Hindi Shayari : Wo Patther tha

Wo Patthar Tha Main Shesha Tha, Nateeja Kuch Nahi Nikla

Usay Thokar Lagana Thi, Muje Bhi Toot Jana Tha

Mohabbat Shayari : Jafa jo ishq main hoti hai wo jafa hi nahi

Jafa jo ishq main hoti hai wo jafa hi nahi
Sitam na ho tu muhabat main kuch maza hi nahi

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi

Mera Karnama-e-Zindagi Meri Hasraton Ke Siwa Kuch Nahi,

Ye Kia Nahi, Wo Hua Nahi, Ye Mila Nahi, Wo Raha Nahi…!

Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi

Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi
Matti Se Bane Ye Log Kaghaz Ke Tukron Pe Bik Jate Hain

Pyaar Shayari : Waqt Ki Ho Dhoop Ya Ho Tez Aandhiyan

"Waqt Ki Ho Dhoop Ya Ho Tez Aandhiyan"

"Kuch Qadmo K Nishan Kabi Nahi Khote"

"Jinhe Yaad Kr K Muskura De Ankhain"

"Wo Log Door Ho Kr B Door Nahi Hote.

Hume Rota Dekhkar

हमें रोता देखकर वो ये कह के चल दिए कि,
रोता तो हर कोई है क्या हम सब के हो जाएँ..

VERY FUNNY HINDI POEM : YEH BAAT SAMAJH MAIN AYI NAHIN

YEH BAAT SAMAJH MAIN AYI NAHIN

AMMI NE SAMJHAYI NAHIN

MAIN KAISE MEETHI BAAT KAROON

JAB MAIN NE MITHAYI KHAYI NAHIN

CHANDA KAISA MAMOON HAI

JAB AMMI KA WOH BHAI NAHIN

KYUN LAMBE BAAL HIAN BHALU KE

KYUN USNE TIND KARAYI NAHIN

KYA WOH BHI GANDA BACHA HAI

YA JUNGLE MAIN KOI NAYI NAHIN

DADI KE MIYAN DADA HAIN NANI KE MIYAN NANA HAIN

TO BAJI KE MIYAN BAJA HAIN?

YEH BAAT SAMAJH MAIN AYI NAHIN

AMMI NE SAMJHAYI NAHIN

2 Line Hindi Shayari : Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main

Doobi Hain Meri Ungliyan Mere Apne Hee Khoon Main,

Ye Kaanch Ke Tukroon Par "BHAROSAY" Ki Saza Hai.

Yadein Shayari : Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!

Tapak parte hein aansu jab tumhari yaad aati hey...!!

"wasi"

Ye wo barsaat hey jis ka koi mosam nahi hota...

Pyaar Shayari : Hum Dil mein tumhary pyar itna bhar dain gy

Dil_e_nadan ko samjha na sako ge

Tanhaiyoe mein aansu chupa na sako ge

Hum Dil mein tumhary pyar itna bhar dain gy

K tum chah kar b hum ko bhula na sako ge.